Khaali haathon ke piyaale me
Haathon ki in lakeeron me
Raaz hain kitne chupe
Khaali haathon ke piyaale me
Aao aise zaahir karo
Ke jaise kuch bhee hua nahi
Hans ke bolo baatein karo
Ke jaise kuch badlaa nahi
Aao betho mere qareeb
Rehne do khush fehmi sahi
Bheegi is peshaani me
Guzre waqt ki daraadon me
Raaz hain kitne chupe
Khaali haathon ke piaale me
Toote khaabon ke tukron me
Jhoote waadon ke lafzon me
Raaz hain kitne chupe
Khaali haathon ke piaale me
Aao aise zaahir karo
Ke jaise kuch bhee hua nahi
Hans ke bolo baatein karo
Ke jaise kuch badlaa nahi
Aao betho mere qareeb
Rehne do khush fehmi sahi
Haathon ki in lakeeron me
Raaz hain kitne chupe
Khaali haathon ke piyaale me
Aao aise zaahir karo
Ke jaise kuch bhee hua nahi
Hans ke bolo baatein karo
Ke jaise kuch badlaa nahi
Aao betho mere qareeb
Rehne do khush fehmi sahi
Bheegi is peshaani me
Guzre waqt ki daraadon me
Raaz hain kitne chupe
Khaali haathon ke piaale me
Toote khaabon ke tukron me
Jhoote waadon ke lafzon me
Raaz hain kitne chupe
Khaali haathon ke piaale me
Aao aise zaahir karo
Ke jaise kuch bhee hua nahi
Hans ke bolo baatein karo
Ke jaise kuch badlaa nahi
Aao betho mere qareeb
Rehne do khush fehmi sahi