Alka Yagnik & Udit Narayan

Zindagi Ban Gaye Ho Tum (From "Kasoor")

Jo meri rooh ko, chain de, pyar de
Woh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

(Alka Yagnik Begins)

Jo meri rooh ko, chain de, pyar de
Woh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

Jism se jaan tak, paas aate gaye
In nigahon se dil mein, samaate gaye

Jism se jaan tak, paas aate gaye
In nigahon se dil mein, samaate gaye
Jis haseen khwaab ki, thi tamanna mujhe
Haan wahi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

Jo meri rooh ko, chain de, pyar de
Woh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

Aa. aa. aa.
Har kisi se jise, main chupaati rahi
Bekhudi mein jise, gungunaati rahi

Har kisi se jise, main chupaati rahi
Bekhudi mein jise, gungunaati rahi
Maine tanha kabhi, jo likhi thi wahi,
Shayari ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

Jo meri rooh ko, chain de, pyar de
Woh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Stream naživo