John Stewart

Taakeedein

Khauf koi sarsaraaye
Saans tharr tharr thartharaaye

Khauf koi sarsaraaye
Saans tharr tharr thartharraye

Kaampti hain jaan
Naa hai arsh naa zameen hai
Khauf koi sarsaraaye
Saans tharr-tharr thartharaaye
Dekh re bar bhi nahi hai
Jayega kahaan?
Taakeedein.
Taakeedein.

Iteffaq se teri taak mein
Khatra hai firaaq mein
Taaqeedein.
Taaqeedein.

Iteffaq se teri taak mein
Khatra hai firaaq mein

(Saans tharr-tharr thartharaaye...)

Lamha hai sahma sahma sa
Sama hai thehra thehra sa
Ki kaisi aafat ki hai yeh dastak
Kuchh naa hai pataa

Na koi aas-paas hai
Ruki si saans saans hai
Nazar jahaan tak jaaye wahaan tak
Koi koi bhi hai na...

Ghute hai dum
Lage hai kum
Bachke nikalne ke mauke
Har ek kadam pe maut ke hain dhoke
Zindagi rone lagi hai leke siskiyaan
Takeedein.
Takeedein.

Iteffaq se teri taak mein
Khatra hai firaaq mein
Taakeedein.
Taakeedein.
Iteffaq se teri taak mein
Khatra hai firaaq mein

Lehar lehar mein zor hai
Daba daba sa shor hai
Ki kaise khatre ki hai ye aahat
Kuchh naa hai pata

Taras-taras ke reh gaye
Na sehna tha jo seh gaye
Madad ki dil mein lagayi hai ratt
Koi bhi hai na...

Dare hain mann
Thake hain tann
Bachi zara si himmat hai
Khabar nahi
Ki waqt ki kya fitrat hai
Dheere se badhne lagi hain gehraiyaan

Taakeedein.
Taakeedein.
Iteffaq se teri taak mein
Khatra hai firaaq mein

Taakeedein.
Taakeedein.
Iteffaq se teri taak mein
Khatra hai firaaq mein