Atif Aslam

Bakhuda Tumhi Ho (From “Kismat Konnection”)

Tumhi ehsaason mein
tumhi jazbaaton mein
tumhi lamhaaton mein

tumhi din raaton mein
Bakhuda… tumhi ho
Har jagah, tumhi ho
haan main dekhun jahaan jab

uss jagah… tumhi ho…

ye jahaan… tumhi ho
wo jahaan… tumhi ho…
iss zameen se falak ke
darmiyaan… tumhi ho…

tum hi ho… beshubaa….
tum hi ho

tum hi ho…. mujhmein haan
tum hi ho

tum hi ho… ho…
tum hi
kaise bataayein tumhe

aur kis tarah … ye…
kitna tumhe hum, chahte hain
sayaan bhi tera dikhe

to paas jake
uss mein simat hum jaate hain
raasta… tumhi ho
rehnuma… tumhi ho…

jiski khwaahish hai humko
wo panaah tumhi ho
tum hi ho… beshubaa….
tum hi ho
tum hi ho…. mujhmein haan
tum hi ho
tumhi ehsaason mein
tumhi jazbaaton mein
tumhi lamhaaton mein
tumhi din raaton mein
kaise bataayein tumhe
shabb mein tumhaare
khwaab haseen jo aate hain
kaise bataayein tumhe
lafz wo saare
jism ko jo mehkaate hain
ibtedaa… tumhi ho
intehaan… tum hi ho…
tum ho jeene ka maqsad,
aur wajah tumhi ho.
Bakhuda… tumhi ho
Har jagah, tumhi ho
haan main dekhun jahaan jab
uss jagah… tumhi ho…
ye jahaan… tumhi ho
wo jahaan… tumhi ho…
iss zameen se falak ke
darmiyaan… tumhi ho…
tum hi ho… beshubaa….
tum hi ho
tum hi ho…. mujhmein haan
tum hi ho
tum hi ho
tum hi